Thursday, 28 January 2016

suvichar

Hindi: हर दोस्ती के पीछे कुछ न कुछ स्वार्थ होता है. स्वार्थ के बिना कोई दोस्ती नहीं होती. यही कड़वा सच है

Trans: Har dosti ke peeche kuch na kuch swarth hota hai. Swarth ke bina koyi dosti nahin hoti. Yahi kadwa sach hai.

There is some self-interest behind every friendship. There is no friendship without self-interests. This is a bitter truth.

Monday, 25 January 2016

Tuesday, January 26 Republic Day 2016

The Republic Day of India is the honor on which the Constitution of India came into application and force and which replaced the Government of India Act 1935. This took place on 26 January 1950. The Republic of India is one of the 3 national holidays of India. The Rajpath takes the pride of having the main parade every year on the Republic day at New Delhi before the President of India.

First Speech On Republic Day By Dr. Rajendra Prasad (26 Jan-1950)

 


Saare Jahan Se Achha Song Lyrics

Saare jahan se achha
Hindustan hamara
Hum bulbule hai iski
Ye gulsitan hamara
Parbat hai iske unche
Payari hai iski nadiya
Parbat hai iske unche
Payari hai iski nadiya
Aakash mein isike
Gujri hazaro sadiya
Hasta hai bijliyo par
Ye aashiyan hamara
Hum bulbule hai iski
Ye gulsitan hamara
Saare jahan se achha
Viraan kar diya tha
Aandhi ne is chaman ko
Dekar lahu bachhaya
Gandhi ne is chaman ko
Raksha karega ishki
Har naujawan hamara
Hum bulbule hai iski
Ye gulsitan hamara
Saare jahan se achha
Aawaaj de raha hai
Ye aman ka pujari
Ye jung aur ladai
Humko nahi hai pyari
Kya kah raha hai dekho
Kaumi nishan hamara
Hum bulbule hai iski
Ye gulsitan hamara
Saare jahan se achha.